Baray Hazrat Lyrics - Irfan Haider
Let’s Check Out The Baray Hazrat Lyrics, Recited by Irfan Haider. It is a New Noha of the Year 2023. Its Beautiful Lyrics Are Written By Mir Sajjad Mir.
Title
Baray Hazrat
Recited By
Written By
Mir Sajjad Mir
Baray Hazrat Lyrics in English
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
(Ya Ali)
Haideri
Bismillah, Ali Ali Ali
Bismillah, Ali Ali Ali
Ma Nam Haideri
Ma Nam Haideri e Wazeefa Hai Mera
Bismillah, Ya Ali
Bismillah, Ya Ali
Kujaa Mai Kujaa Tu
Kujaa Mai Kujaa Tu Karam Hai Ye Tera
Bismillah, Ya Ali
Bismillah, Ya Ali
Asadullah Karamullah Shamsullah Noorullah
Aainullah Wajhullah Saifullah Waliullah
Tu Hi Awal Hai Tu Hi Aakhri
Sardaron Ke Sardar Ya Haider e Karar
Ae Kul Ke Madad Gar, Ali Mola
Mola Mola Mola
Baray Hazrat Ya Murtaza Ali
Behlool Sa Deewana Bhi Mujh ko Kahe Deevana
Mesum Ke Tarhan Ho Mera Andaz Malangana
Kat jaye Zuban, Haider
Dun Phir Bhi Azan, Haider
Mola Tu Junu Hai Mera
Ye Dil Tujh Pe Qurban Ya Ali
Sardaron Ke Sardar Ya Haider e Karar
Ae Kul Ke Madad Gar, Ali Mola
Mola Mola Mola
Baray Hazrat Ya Murtaza Ali
Pathar Pe Alam Deen Ka Ghare Ga Wasi Mera
Lalkar Ke Marhab Ko Pachare Ga Wasi Mera
Ye Shair e Khuda, Haider
Hai Bhai Mera, Haider
Khaiber Main Muhammad Ne Kaha
Sada Sun Ke Ye Bool Uthay Sabhi
Sardaron Ke Sardar Ya Haider e Karar
Ae Kul Ke Madad Gar, Ali Mola
Mola Mola Mola
Baray Hazrat Ya Murtaza Ali
Shah e Shariyatam Peer e Tarikatam
Haq Ba Haqikatam Dam Hama Dam Ali Ali
Sehwan Se Sada Dete Hain Ye Laal Qalandar
Aawaz e Sagan Ham na kunad rizk e Gadara
Ali Ali Ali Ali
Iss Rang e Faqeeri Ne Ussay Laal Banaya Hai
Uss Ki Hi Dhamalon Ne To Ye Sindh Bachaya Hai
Noabat Ki Sada, Haider
Hai jagha Jagha, Haider
Deta Hai Qalandar Ye Sada
Tere Dar Pe Rahon Sari Zindagi
Sardaron Ke Sardar Ya Haider e Karar
Ae Kul Ke Madad Gar, Ali Mola
Mola Mola Mola
Baray Hazrat Ya Murtaza Ali
Kaabay Mein Aaya Hai
Dil Mein Samaya Hai
Ali Hai Mola Hamara
Aawal Hai Aakhir Hai
Batin Hai Zahir Hai
Sab Ka Yahi Hai Sahara
Aaya Madad Ko Wo Khaibr Ho Khandak Ho
Jiss Ne Jahan Bhi Pukara
Mesum Ho Qambar Ho Miqdad Abu Zar Ho
Sab Hai bas Yehi Nara
Chhote Hazrat Se Jo Bhi Manga Hai
Baray Hazrat Se Mila
Sardaron Ke Sardar, Ali Haider e Karar
Mere Malik o Mukhtar, Ali Haider e Karar
Karam Kul Ke Madad Gar, Ali Haider e Karar
Kaho Mil Ke Azadar, Ali Haider e Karar
Shah e Mardan Shair E Yazdan Kuwat e Parwardigar
La Fatah Ila Ali La Saif Ullah Zulfikar
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Sajjad Likhe Kya Issay Idrak Nahi Mola
Tu Maa Hai Falaq Or Me Pewand e Zameen Mola
Tu Karde Aata, Haider
Irfan E Wila, Haider
Abbas e Ali Ke Baba
Mujhe Mill Jaye Teri Nokari
Sardaron Ke Sardar Ya Haider e Karar
Ae Kul Ke Madad Gar, Ali Mola
Mola Mola Mola
Baray Hazrat Ya Murtaza Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
(Ya Ali)
Taron Ne Abhi Aankh na Kholi Thi Ali Tha
Na Aman Ka Peygham Na Holi Thi Ali Tha
Dada na Duwain Thi Na Jhuli Thi Ali Tha
Khaliq Ki Zuban Kun Bhi Na Boli Thi Ali Tha
Sach Ye Hai Ke Aabid Ka Bhi Malood Ali Hai
Meraaj Ke Parde Mai Bhi Majood Ali Hai
Found a mistake? Just select the incorrect part and click on the report button to provide the correction. We will replace it.
Support Our Work
Join us on Patreon and help us continue creating great content.
Support Us On Patreon