Nadeem Sarwar
Rehan Azmi
Bahisht Jis Ki Saltanat Hussain Woh Janab Hai
Bara e Karbala Hussain Rab Ka Intekhab Hain
Hussan Lajawab Th Hussain Lajawab Hain
Hussain Kamyab Tha Hussain Kamyab Hai
Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yeh Kal BHi Zindabad Tha Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
Taran e Hussain Hai Haan Sath Do Hussainiyo
Hussain Se Murad Lo Murad Lo Hussainiyo
Quran Mein Hadees Mein Yazeed Ka Biyaan Nahi
Yazeed Ki Tu Qabar Ka Kahin Bhi Koi Nishaan Nahi
Haan Jabaja Hai Dahar Mein Hussain Ki Olad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yeh Kal BHi Zindabad Tha Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Jahan Mein Sab Se Zyda Ashk Jis Ke Naam Par Baha
Zamane La Gham e Hussain Ka Koi Jawab La
Wohi Tu Kamyab Hai Yeh Narah Jis Ko Yaad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yeh Kal BHi Zindabad Tha Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Nabi Ka Mulk Pak Hai Nadeem Sarwar Our Rehan Hain
Hamari Sarhadoon Pe Sab Hussain Ke Jawab Hain
Karam Hai Mustafa Ka Apna Mulk Shad Baad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yeh Kal BHi Zindabad Tha Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Jis Ko Aap Ka Dar o Deyar Mil Gaya
Ossay Khud Apni Zindagi Ka Aytbar Mil Gaya
Nafas Nafas Ossay Khuda Hazar Bar Mil Gaya
Salam Ya Hussain Ka Jisay Jawab Mil Gaya
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yeh Kal BHi Zindabad Tha Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad