Nadeem Sarwar
Rehan Azmi
Suno Husseinio, Suno Husseinio
Hussain Wo Jo Zere Tegh Hans Ke Sogaya
Yazid Wo Jo Zillatio Ka Naam Hogaya
Hussain Wo Jo Marziye Khuda Khareed Le
Yazid Wo Hai Jiska Koi Nam Bhi Ne Le
Yazid Zinda Reh Ke Murdabaad Hogaya
Hussain Sar Kata Ke Zindabad Hogaya
Zindabad Zindabad Zindabad
Zindabad Zindabad
Hussain Zindabad, Hussain Zindabad
Hussain Zindabad, Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Quran Me Hadis Me Yazid Ka Bayaa Nahi
Yazid Ki To Qabr Ka Kahi Bhi Koi Nishaa Nahi
Haan Janbaja Hai Dehr Me Hussain Ki Aulaad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Buraiyon Ko Dehr Me Yazid Aam Kargaya
Hussain Se Larra To Apni Mout Aap Margaya
Ye Kal Bhi Murdabaad Tha
Ye Ab Bhi Murdabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Har Ik Sharif Zhan Se Yazid Itna Gir Gaya
Kisi Ne Apne Laal Ka Yazid Naam Na Rakha
Ye Kal Bhi Naa Murad Tha
Ye Ab Bhi Naa Murad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yazid Wale Takht Par Naseeb Ke Kharab Hain
Hussain Wale Qaid Me Bhi Reh Ke Kamiyaab Hain
Hussainyat Ki Thokarein Yazid Or Ibne Ziyaad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Jahaa Me Sab Se Zeyada Ashk Jiske Naam Par Baha
Zamaana Laa Gham e Hussain Ka Koi Jawaab La
Guinness Book Ko Bus Mere Hussain Se Anaad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Yazid Aik Lakh Ho Muqabale Pe Gham Nahi
Hussain Wale Aik Ho To Lashkaro Se Kam Nahi
Hussain Ko Bhi Apne Matami Pe Aaitmaad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ali Ki Beti Zainab e Hazeen Hussain Ban Gayeen
Sharikatul Hussain Thin Yazidiyat Pe Chha Gayin
Hussain Se Parha Huwa Sabak Jo Isko Yaad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Taranaye Hussain Hai Haan Sath Do Hussainiyo
Hussain Se Murad Lo Murad Lo Hussainiyo
Hussain Jisko Dede Uski Nasl Ba Muraad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Nabi Ka Mulk E Pak Hai Nadeem Or Rehan Hai
Hamari Sarhadon Pe Sab Hussain Ke Jawan Hain
Karam Hai Mustafa Ka Apna Mulk Shad Baad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Ye Kal Bhi Zindabad Tha
Ye Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad
Hussain Zindabad Hussain Zindabad











