Nadeem Sarwar
Rehan Azmi
Riwayat Hai Ky Jab Shehzadi Zainab
Bhai Ky Lashay Par Aai Hain
To Bhai Ky Pamaal Badan Ko Dekh Ky Kaha
Aa Antal Hussain, Aa Anta Yabna Ummi O Abii
Aa Anta Noor E Basari, Aa Anta Mohjet E Qalbi
Kya Tum Muhammad E Mustafa Ke Farzand
Aur Ali O Fatima K Bety Ho
Aa Anta Akhi
Kya Tum Mere Bhai Ho
Kya Tum Mere Hussain Ho
Kya Tum Mere Bhai Ho
Aey Musafir Bay Kafan Tu
Khaak Par Waa Hasrata
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Alwida, Alwida, Alwida
Boliin Zainab Ay Mere
Maan Jaye Yeh Kya Haal Hai
Kaise Pehchanun Tera
Laasha Bahut Paamal Hai
Aahar E Anta Akhi
Kya Hai Tu Hi Bhaia Mera
Main Musafir Sham Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Aey Musafir Bay Kafan Tu
Khaak Par Waa Hasrata
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Kya Tum Hi Ho Ibn E Zehra
Kya Tum Hi Ibn E Ali
Kya Tum Hi Bhai Hasan Ke
Aur Jaan E Zainabi
Ay Gul E Baagh E Muhammad
Hal Yeh Kya Ho Gya
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Aey Musafir Bay Kafan Tu
Khaak Par Waa Hasrata
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Na Rahi Nalain Na
Malboos Na Dastaar Hai
Ay Ghareeb E Fatima Tu
Khuld Ka Sardaar Hai
Ay Tan E Uriyan Tera To
Aaj Sab Kuch Lutt Gya
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Aey Musafir Bay Kafan Tu
Khaak Par Waa Hasrata
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Main Rasan Basta Chali
Waada Nibhane Ke Liye
Ghar Mein Qaatil Ke Teri
Masnad Bichanay Ke Liye
Kal Yehi Masnad Bana Dun Gi
Teri Farsh E Aza
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Aey Musafir Bay Kafan Tu
Khaak Par Waa Hasrata
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Bhai Amman Aur Nana
Ka Padar Ka Waasta
Baat Kar Mujh Se Baradar
Khol De Ankhen Zara
Dekh To Chehra Behan Ka
Kis Qadar Murjha Gaya
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Aey Musafir Bay Kafan Tu
Khaak Par Waa Hasrata
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida
Lasha E Bay Sar Tarhap Kar
Yeh Sada Denay Laga
Ay Behan Waada Nibha Kay
Main To Maqtal Sy Chala
Thi Sada Rehan O Sarwar
Haye Khuahar Alwida
Main Musafir Shaam Ki Hoon
Dushmanon Mein Bay Rida











