Mir Hasan Mir
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Khud Munafiq Ka Pata Chal Jayega
Nara e Haider Laga Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Ho Agar Jannat Zami'n Par Dekhni
Karbala Ik Baar Jaakar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Ambiya Ko Dekhna Chaho Agar
Halqa e Matam Me Aa Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Tum Ko Zehra Ki Dua Mil Jayegi
Parcham e Ghazi Uthaa Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Woh To Phir Mola Ali Hain Hashr Main
Martaba Qambar Ka Aa Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Chand Taare Dekhna Chaho Agar
Daagh Matam Ke Saja Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Khushbu E Rumal Zahra Chahiye
Ashk Majlis Me Bahakar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Panjatan Mehman Khud Honge Zaki
Farsh Majlis Ka Bichakar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna
Apni Kismat Azma Kar Dekhna
Tum Azaa Khaana Sajaa Kar Dekhna











