Karna Hai Ya Hussain Lyrics - Kazmi Brothers
Let’s Check Out The Karna Hai Ya Hussain Lyrics, Recited by Kazmi Brothers. It is a New Noha of the Year 2024. Its Beautiful Lyrics Are Written By Akhtar Abbas Zaidi.
Title
Karna Hai Ya Hussain
Recited By
Written By
Akhtar Abbas Zaidi
Karna Hai Ya Hussain Lyrics in English
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Wo Naz e Kibriya Hai Wo Shah e Karbalaa Hai
Zahra Ke Dil Ka Jain Hai Wo Hi Mera Hussain Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Dil Mein Ishq e Haider Ka Ik Diya Jalana Hai
Karna Hai Ya Hussain
Syeda Ke Bachon Ka Farsh e Gham Bichhana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain Ain
Laakh Mushkilen Ayen Gardanen Bhi Kat Jayen
Fatwah Gir Daleelen Gir Aasmaa Se Bhi Layen
Hum Ne Apni Naslon Ko Maatami Banana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain Ain
Ye Jo Pursa Daari Hai Minkiron Pe Bhaari Hai
Ae Yazeedion Sun Lo Karbalaa Hamari Hai
Rab Ke Sab Khazano Mein Ye Allag Khazana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain Ain
Ya Hussain Ya Hussain
Tera Lahoo Rayega Na Jaye Ga
Behan Ka Wada Hai Ye Rang Zaroor Laaye Ga
Hai Deen Ki Baqa Banaye Laa Ilah Hussain Badshah
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain Ain
Dil Mein Ishq e Haider Ka Ik Diya Jalana Hai
Karna Hai Ya Hussain
Ansuon Ke Baadal Se Kya Laden Ge Ye Jalse
Hai Ngah e Khaaliq Mein Te Ye Roz e Awwal Se
Ik Taraf Hussaini Hain Ik Taraf Zamana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain
Mujh Gunehgaar Pe Har Dam Hai Ye Inaam e Hussain
Meri Har Kaam Madad Karta Hai Zargham e Hussain
Choom Leta Hon Jahan Daikhta Hon Naam e Hussain
Karbalaa Ishq e Manasto Manam Ghlam Hussain
Jaan Se Pyari Mai Ashq e Wla Hai Mujh Ko
Ye Sila Maa Ki Taharat Se Mila Hai Mujh Ko
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Sangaton Ke Lashkar Hain Kya Gazab Ke Tewar Hain
Ye Nishan e Matam Hi Matami Ka Zewar Hain
Matami Jloson Ki Shaan Fatihana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain
Gham Hai Ye 72 Ka Syeda Ki Chadar Ka
Karbalaa Mein Naize Ki Nook Par Kisi Sir Ka
Syedon Ko Iss Gham Ne Hashar Tak Rulana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain
Hashar Ki Fiza Hogi Msnd e Qaza Ho Gi
Kon Janati Hoga Kis Ko Kya Saza Ho Gi
Sayda Ne Akhtar Ye Faisla Sunana Hai
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Karna Hai Ya Hussain
Mola Haq Imam Ya Hasan Ya Hussain
Found a mistake? Just select the incorrect part and click on the report button to provide the correction. We will replace it.
Support Our Work
Join us on Patreon and help us continue creating great content.
Support Us On Patreon