Jashan E Zahra Lyrics - Joan Rizvi
Let’s Check Out The Jashan E Zahra Lyrics, Recited by Joan Rizvi. It is a New Manqabat of the Year 2019. Its Beautiful Lyrics Are Written By Mahmood Rizvi.
Title
Jashan E Zahra
Recited By
Written By
Mahmood Rizvi
Jashan E Zahra Lyrics in English
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Yeh Woh Midhat Hai Jis Ko Sunne Ko
Choda Taray Zameen Pa Aatay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Aaj Pori Hoi Nabi Ki Dua
Dil Ka Arman Ab Howa Pora
Tana Abtar Ka Ab Na De Koi
Khud Nabi Keh Ke Muskuratay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Bolay Rahib Muqabila Na Karo
Aise Chehron Ka Samna Na Karo
Reza Reza Pahar Ho Jaein
Ik Ishara Jo In Ka Patay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Thay Kisa Mein Rasool Our Imam
Zahra Tera Magar Alag Hai Muqam
Tu Taruf Ke Sab Ka Zariya Hai
Markazi Noor Tujh Ko Patay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Baat Zahra Ne Jo Agar Keh Di
Hukam Ban Kar Woh Arsh Par Pohanchi
Tere Bachoon Ke Eid Ke Kapre
Phir Tu Rizwan Si Ke Latay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Tere Dar Ke Ghulam Hain Sare
Hoon Woh Jin o Bashar Falak Walay
Tere Dar Se To Rotiyaan Lenay
Arsh Walay Zameen Pe Aate Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Fikar e Dozakh Na Fikar e Janat Hai
Tere Bachoon Se Agar Muhabbat Hai
Jab Bhi Jatay Hain Karbala Zahra
Apni Janat Zameen Pe Patay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunnay Aatay Hain
Joan Jab Bhi Quran Parhte Hain
Rizvi Jitna Bhi Ghoor Karte Hain
Aisa Lagta Hai Aye Meri Bibi
Woh Qasida Tera Sunatay Hain
Jashan Zahra Ka Jab Manatay Hain
Arsh Walay Bhi Sunatay Hain
Found a mistake? Just select the incorrect part and click on the report button to provide the correction. We will replace it.
Support Our Work
Join us on Patreon and help us continue creating great content.
Support Us On Patreon