Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics - Mir Hasan Mir
Let’s Check Out The Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics, Recited by Mir Hasan Mir. It is a New Manqabat of the Year 2023. Its Beautiful Lyrics Are Written By Gohar Jarchvi.
Title
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Recited By
Written By
Gohar Jarchvi
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics in English
Murtza Ko Khana Zaade Rab E Akbar Dekh Kar
Beyahdi Beti Peyambar Ne Bada Ghar Dekh Kar
Sabhi Khush Hain Khudai Bhi Khuda Bhi
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Dulha Hai Khuda Ke Ghar Ka
Dulhan Hai Nabi Ke Ghar Ki
Wo Arz O Sama Ka Malik
Ye Malka Behar O Bar Ki
Zameen Raqsaan Hai Raqsaan Asmaan Bhi
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Zehra O Haider Ko Shadi Mubarik
Khair Mubarik, Mubarik Khair Mubarik
Mubarik Khair Mubarik
Jab Hukam Khuda Ka Paya
Huron Ne Aarsh Sajaya
Ismat Ne Bana Saya
Or Noor e Wila Lehraya
Wilayat Ne Hasin Masnad Bichhadi
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
(Mubarak Ya Nabi, Mubarak Ya Ali)
Han Kai Baharain Ghuzar Gain Hain
Khila Na Aesa Chaman Jahan Main
Kahan Khudai Main Aisa Dulha
Kahan Hai Aisi Dulhan Jahan Main
Haider Hain Kul E Emaan
Our Kul E Ismat Zahra
Oss Sar Pe Wafa Ka Sehra
Iss Sar Pe Haya Ka Sehra
Wo Shehzada Hai Our Ye Shahzadi
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Bibi Khadijah Ko Shadi Mubarak
Khair Mubarik, Mubarik Khair Mubarik
Mubarik Khair Mubarik
Tohfe Mein Mile Mai Kaise
Inhein Kausar Our Janat To
Ye Sara Namak Our Pani
Haq Mehar Mila Zahra Ko
Salami Mein Mili Marzi Khuda Ki
Khair Mubarik Ho
Ye Ambiya Hain Ye Ouliya Hain
Ali Wali Ki Barat Dekho
Chhirakta Hai Khizar Har Barati
Ke Rukh Pe Aab e Hayat Dekho
Ye Bzam Dekho, Ye Log Dekho
Ye Rang Dekho, Ye Raat Dekho
Baraat Chali Haider Ki
Rehmat Ke Saye Saye
Baraat Ke Agae Agae
Waliyon Ne Qasiday Gaye
Nabi Sare Chale Ban Kar Barati
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Tatheer Ke Zair e Saya
Rahain Shad Ye Dulha Dulhan
Aye Bagh e Jinnah Ke Malik
Aabad Rahe Ye Gulshan
Khudawanda Mubarak Ho Ye Shadi
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Shukariya Aye Khuda Shukariya
Aata Kar Ke Haider Ko Zehra Si Zoujah
Pukara Falaq Par Ye Mabood Mera
Ali Ne Banai Hai Qismat Jahan Ki
Ali Ki Main Qismat Banane Chala Hon
Khair Mubarik
(Mubarak Ya Nabi, Mubarak Ya Ali)
Mubarik Khair Mubarik
Mubarik Khair Mubarik
Khaiti Ne Bichaya Sabzah
Soraj Ne Ujale Bante
Khud Dast E Khuda Ne Shab Ke
Aanchal Peh Sitare Tanke
Hoi Rangeen Jo Thi Tasveer Saadi
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Ab Chahe Koi Tarpe Ab Chahe Koi Bharke
Ab Meri Bala Se Chahe Mar Jaye Koi Jal Jal Ke
Khushi Ki Baat Thi Main Ne Suna Di
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Rukhsat Ki Ghari Jab Aayi
Taaron Ne Mang Sajai
Haq Ne Rehmat Barsai
Naron Ne Dhoom Machai
Uthi Doli Chali Badhe Bahari
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Thi Aaisi Muqadas Mehfil
Aaise Pakiza Jalwe
Aye Mir Hasan Or Gohar
Kaha Seb Ne Ye Khush Ho Ke
Mubarak Hai Ye Shadi
Khair Mubarik Ho
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi
Mubarik Khair Mubarik
(Mubarak Ya Nabi, Mubarak Ya Ali)
Found a mistake? Just select the incorrect part and click on the report button to provide the correction. We will replace it.
Support Our Work
Join us on Patreon and help us continue creating great content.
Support Us On Patreon