Farhan Ali Waris
Mazhar Abidi
Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Subho Rahe Aur Sham Rahe
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahe
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Mulkon Molkon Mein Tera Matam Ya Hussain
Shehron Shehron Mein Tera Matam Ya Hussain
Gaon Gaon Mein Tera Matam Ya Hussain
Halqa E Ashiqaan Hussain Ya Hussaina
Matam Kary Jawan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Ghar Se Hamara Nikalna Ya Hussain
Paidal Julooson Mein Chalna Ya Hussain
Pairon Ka Dhoop Mein Jalna Ya Hussain
Le Kar Tera Nishan Hussain Ya Hussaina
Sarhkon Pe Hain Rawaan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Lakhon Karoron Azadar Tere
Aye Hain Shaoq E Ziarat Le Ke
Ashoor Ho Ya Tera Chehlum
Honton Pe Noha Seenon Pe Matam
Dill Mein Hai Yeh Junoon Hussain Ya Hussaina
Zawaar Main Banun Hussain Ya Hussaina
Paidal Safar Karun Hussain Ya Hussaina
Tujh Se Aa Kar Milun Hussain Ya Hussaina
Tera Noha Parhun Hussain Ya Hussaina
Aisa Matam Karun Hussain Ya Hussaina
Yeh Jism Aur Yeh Khoon Hussain Ya Hussaina
Tujh Pe Main Waar Dun Hussain Ya Hussaina
Tere Liye Jiun Hussain Ya Hussaina
Tere Liye Marun Hussain Ya Hussaina
Subh Rahe Aur Sham Rahe
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahe
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Teri Behan Ki Dua Hai Ya Hussain
Ghar Ghar Mein Farsh E Aza Hai Ya Hussain
Ye Sayeda Ki Ata Hai Ya Hussain
Ay Meer E Karwan Hussain Ya Hussaina
Tu Aur Teri Maan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Hum Hain Tere Tu Hamara Ya Hussain
Goonje Ga Ab Yehi Nara Ya Hussain
Tu Hamen Jan Se Pyara Ya Hussain
De Den Ge Tujh Pe Jaan Hussain Ya Hussaina
Tere Peer O Jawan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Rahnuma Hussain Rasta Hussain
Hosla Hussain Mojza Hussain
Ku Baku Soo Basoo Roo Baroo Hussain
Aarzoo Justajuu Guftaguu Hussain
Ayaten Naymaten Rehmaten Hussain
Aasman Sayebaan Kehkashan Hussain
Hai Zamaan Hussain Hai Makaan Hussain
Hai Nehaan Hussain Hai Ayaan Hussain
Behr O Barr Chara Gar Shair E Nar Hussain
Hai Idhar Hai Udhar Arsh Par Hussain
La Ilaha Hussain Karbala Hussain
Ibtida Hussain Inteha Hussain
Subho Rahe Aur Sham Rahe
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahe
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Mujh Ko Wo Din Bhi Dikhana Ya Hussain
Khul Ke Ho Rona Rulana Ya Hussain
Aa Ke Imam E Zamana Ya Hussain
Matam Karen Yahan Hussain Ya Hussaina
Sab Hon Mehw E Fughan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Jis Din Se Hosh Sambhala Ya Hussain
Ghar Mein Alam Tera Dekha Ya Hussain
Phir Noha Parhna Seekha Ya Hussain
Tab Se Wird E Zubaan Hussain Ya Hussaina
Hai Tera Noha Khuwan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Sansen Rawaan Hain Mola Tere Liye
Yeh Dil O Jan Hain Mola Tere Liye
Peer O Jawan Hain Mola Tere Liye
Yeh Karwan Hai Mola Tere Liye
Kon O Makaan Hain Mola Tere Liye
Sary Jahan Hain Mola Tere Liye
Subho Rahe Aur Sham Rahe
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahe
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Apne Ghamon Ko Bhula Kar Ya Hussain
Rote Hain Teri Aza Par Ya Hussain
Yeh Tere Farhan O Mazhar Ya Hussain
Yeh Jism Aur Yeh Jaan Hussain Ya Hussaina
Tery Liye Hain Haan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Pe Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Pe Tera Raj Hai Mola
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Aaqa Hussain











