Ali Shanawar & Ali Jee
Rehan Azmi
Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Aaye Maula Madinee Se Karbobala
Bhai Behnon Ka Bachon Ka Yeh Qafila
Bhai Hai Mujtaba Baba Jan Murtaza
Aur Madar Hai Jaan E Nabi Fatima
Nana Salle Alaa Ahmad E Mustafa
In Ky Dill Ki Dua Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Aap Ke Ghar Ko Aada Satate Rahe
Band Pani Kiya Aur Rulaty Rahe
Aap Quran Parh Ke Sunate Rahe
Rahnuma Rahnuma Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Aa Rahi Hai Imam E Zamaan Ki Sada
Assalam Ae Ghareeb Ul Watan Marhaba
Parh Ke Rote Hain Hum Ziyarat E Nahiya
Ay Qateel E Jafa Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Haye Sham E Ghareeban Na Bhoolen Ge Hum
Haye Sayedanian Aur Un Pe Sitam
Bibi Zainab Chaliin Le Ke Deen Ka Alam
Zainabi Azm Tha Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Poori Rehan O Sarwar Dua Ho Gai
Muntaqil Nasl Mein Ab Aza Ho Gai
Ae Shanawar Ali Jee Ata Ho Gai
Daolat E Karbala Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Un Aleyk Ya Hussain Ya Hussain
Bar Zabaan O Dillam Ya Hussain Ya Hussain











