Ali Jee
Nadeem Sarwar
Baazar E Sham Mein, Darbar E Aam Hai
Zainab Ki Sadayan Aati Thi
Aa Ghazi, Aa Ghazi
Zainab Bula Rahi Hai, Awaz Tou Suna Do
Aey Bawafa Kahan Ho, Bhai Zara Sada Do
Aa Dekh Teri Behnay Baazar Mai Khari Hai
Majma Hai Shamiyon Ka Chadar Khahin Say Laa Do
Zainab Bula Rahi Hai, Awaz Tou Suna Do
Aey Bawafa Kahan Ho, Bhai Zara Sada Do
Ehl E Haram Nay Ghazi Kitna Tujhy Pukara
Bay Chaan Hai Sakina Chehra Ussay Dekha Do
Zainab Bula Rahi Hai, Awaz Tou Suna Do
Aey Bawafa Kahan Ho, Bhai Zara Sada Do
Inn Zalimon Nay Mujh Ko Sonay Nehi Diya Hai
Saye Mai Tum Alam Kay Kuch Dar Ko Sula Do
Zainab Bula Rahi Hai, Awaz Tou Suna Do
Aey Bawafa Kahan Ho, Bhai Zara Sada Do
Darbar Ja Rahay Hai Sajad Saarban Hai
Ghazi Musibaton Mai Kuch Hosila Baraha Doo
Zainab Bula Rahi Hai, Awaz Tou Suna Do
Aey Bawafa Kahan Ho, Bhai Zara Sada Do
Meray Ghazi, Meray Bhaiya
Shabbir Kay Ghamo Ko Aey Door Karnay Wala
Qaidi Banay Kharay Hai Azaad Tou Kara Do
Zainab Bula Rahi Hai, Awaz Tou Suna Do
Aey Bawafa Kahan Ho, Bhai Zara Sada Do
Meray Ghazi, Meray Bhaiya