Ali Jee
Nadeem Sarwar, Jawad Jaffri
Haye O Mera Ghareeb Baba
Ay Sham De Lokho, Main Syed Han
Haye O Mera Ghareeb Baba
Na Kafan Mila, Na Dafan Hua
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Bazar E Sham Ka Majma Tha
Sajjad Ghareeb Ka Noha Tha
Kiun Baaghi Baaghi Kehte Ho
Kya Jurm Tha Mere Baba Ka
Sajde Mein Namazi Qatl Kiya
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Haye O Mera Ghareeb Baba
Na Kafan Mila, Na Dafan Hua
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Mera Baba Shaan E Rasool Allah
Mera Baba Jaan E Madina Tha
Choda, Baara, Paanch Mein Bhi
Beshak Anmol Nageena Tha
Sadaat Ke Dil Ko Chaak Kiya
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Haye O Mera Ghareeb Baba
Na Kafan Mila, Na Dafan Hua
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Mera Baba Paak Namazi Tha
Allah Bhi Jis Se Raazi Tha
Mera Baba Aisa Qaari Tha
Quran Bhi Jis Ka Haami Tha
Sajde Mein Us Par Zulm Kiya
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Haye O Mera Ghareeb Baba
Na Kafan Mila, Na Dafan Hua
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Pehle To Pyar Se Khat Likh Ke
Dhoke Se Bulaya Baba Ko
Phir Karbobala Ke Sehra Mein
Kitna Hai Sataya Baba Ko
Mehman Bana Kar Loot Liya
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Haye O Mera Ghareeb Baba
Na Kafan Mila, Na Dafan Hua
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Batlao Kya Mera Baba
Ik Kafan Ka Bhi Haqdaar Na Tha
Batlao Kya Mera Baba
Nana Ka Wirsa Daar Na Tha
Laakhon Ne Us Ko Ghair Liya
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Haye O Mera Ghareeb Baba
Na Kafan Mila, Na Dafan Hua
Mera Baba Pyasa Maar Diya
Haye O Mera Ghareeb Baba
Haye O Mera Ghareeb Baba