Nadeem Sarwar
Rehan Azmi
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Bisme Rabb E Jahan Bismillah
Subhan Allah Ye Quran Allah Allah
Ummul Kitab Hai Ye Mashallah
Ik Ik Soorah Hai Universe Allah
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Quran Ki Goud Ka Ik Ik Soorah
Wo Mayedah Ho Ke Yasin O Taha
Surah E Marium O Rahman O Shorah
Parhte Hi Rehte Hain Rab Ka Qasida
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Quran Ki Shan Hai Shan E Muhammad
Quran Hai Meezan E Muhammad
Farman E Rab Farman E Muhammad
Nuqta E Baa Quran E Muhammad
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Quran Woh Kitab Hai
Kaise Quran Hai Hum Tak Aaya
Kis Ne Sikhaya Hai Kis Ne Padhaya
Hai Kis Gharane Ka Ye Sarmaya
Jaan De Ke Is Ko Hai Kis Ne Bachaya
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Quran Woh Kitab Hai
Dien Bhi Bacha Quran Bhi Dekho
Baqi Raha Emaan Bhi Mano
Kya Gaya Kis Ka Ye Bhi To Socho
Ghar To Luta Syeda Ka Hai Logo
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Woh Karbala Woh Nabi Ka Gharana
Quran Idhar To Udhar Hai Zamana
Aik Aik Pare Ka Maqtal Jaana
Khoon Mein Naha Ke Ye Sab Ko Batana
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Ye Karbala Yeh Hai Sham E Ghareeban
Woh Jalty Khaimy Woh Ayat E Quran
Khaimon Mein Bali Sakina Pareeshan
Zainab Pukari Ye Bar Sar E Maidan
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai
Quran Woh Kitab Hai
Dekha Na Ho Ga Kisi Ne Ye Manzar
Jo Karbala Mein Tha Rehan O Sarwar
Be Parda Sari Thi Aal E Payambar
Ik Sar Yeh Kehta Tha Nok E Sinan Par
Quran Woh Kitab Hai Jo Dars E Inqalab Hai
Hamari Darsgah Hai Seedha Rasta
Karbala Karbala
Quran Woh Kitab Hai











