Hoga Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
Let’s Check Out The Hoga Ya Hussain Lyrics, Recited by Nadeem Sarwar. It is a New Noha of the Year 2023. Its Beautiful Lyrics Are Written By Nadeem Sarwar, Jawad Jaffri & Hilal Naqvi.
Title
Hoga Ya Hussain
Recited By
Written By
Nadeem Sarwar, Jawad Jaffri & Hilal Naqvi
Hoga Ya Hussain Lyrics in English
Han Kesa Pyara Nara Hai Ye
Har Dil Ne Pukara Hai Ye
Mola Ye Hamara Hai Ya Mola Ya Hussain
Mere Mola
Sab Ne Dil Se Mana Hai Ye
Sab Ne Jis Ko Pana Hai Ye
Hum Sab Ka Khazana Hai Ya Mola Hussain
Mola Hamara Jiske Dil Me Bhi Rahe Ga
Hur Ki Trhan Se Uska Dil Bhi Ye Kahe Ga
Tum Be Misal Mola, Tum Lazawal Mola
Har Dil Se Arahi Hai Mola Ye Sada
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain, Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Teri Qurbani Mola Daiti Hai Gawahi
Har Dil Pe Hogi Mola Teri Badshahi
Tera Hi Nam Hoga Tera Paigham Hoga
Sab Ke Dilon Me Hogi Zinda Karbala
Ghar Ghar Hoga Apka Jab Aana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Shah Ast Hussain, Badeshah Ast Hussain
Wallah Deen Ast Hussain, Deen Pana Ast Hussain
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
Aesa Hai Aesa Mere Mola Ka Gharana
Rab Na Banaya Jiski Khatir Zamana
Syed Sultan Ka Ghar Kull E Eman Ka Ghar
Nokar Hai Jis Ke Ghar Ka Sara Ya Jahang
Samjen Ge Jab Apka Gharana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Jo Na Kiya Kisi Ne Tum Na Kar Dikhaya
Rah E Khuda Me Mola Ghar Ka Ghar Lutaya
Tum Par Salam Mola Har Subho Sham Mola
Tum Sa Nahi Hai Mola Koi Dosra
Hoga Har Insan Jab Tumhara Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Shah Ast Hussain, Badeshah Ast Hussain
Wallah Deen Ast Hussain, Deen Pana Ast Hussain
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
Aa Dakh Zara Ye Karbobala
Kya Noor Khuda Ka Bikhra Hai
Hairan Croron Aankhen Hain
Har Samt Hussain Ka Jalwa Hai
Kal Jalta Huwa Ik Sehra Tha
Ab Jannat Ka Ik Tukra Ha
Kal Pak Hussain Akela Tha
Abb Uske Sath Zamana Hai
Jo Beet Gya Jo Aaye Ga
Har Daur Tumhara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Hum Sab Ka Hai Nara Ya Hussain
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
Jari Tha Jari Hai Or Jari Hi Rahe Ga
Har Gham Pe Gham Tumhara Bhari Hi Rahe Ga
Tum Par Qurban Mola Hum Sab Ki Jan Mola
Tum Hi Raho Ge Mola Sino Me Sada
Dil Jab Hoga Thikana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Jab Bhi Aayen Gen Mola Imam E Zaman
Unke Labon Pe Hoga Noha Karbala Ka
Har Dil Bedar Hoga Sheh Ka Zawar Hoga
Sari Dunya Me Hoga Zikr E Karbala
Matam Hoga Phir Apka Aesa Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Shabbir Ka Jesa Dunya Me Na Aaya Tha Na Aaye Ga
Allah Se Aesa Ishq Bhala Ab Kar Ke Kon Dikhaye Ga
Quran Shah E Wala Ki Trah Naize Pe Kon Sunaye Ga
Ab Karbubala Jesi Basti Na Koi Or Basaye Ga
Ya Shah E Zaman Ae Zakhmi Badan
Tera Deen Bhi Tu Bhi Sacha Hai
Tu Zinda Hai Painda Hai
Ye Sara Zamana Kehta Hai
Har Dil Ne Pukara, Ya Hussain
Har Aankh Ka Tara, Ya Hussain
Har Qoum Ka Nara, Ya Hussain
Mola Hai Hamara, Ya Hussain
Found a mistake? Just select the incorrect part and click on the report button to provide the correction. We will replace it.
Support Our Work
Join us on Patreon and help us continue creating great content.
Support Us On Patreon