Nadeem Sarwar
Jawad Jaffri
Quran Parhaya Hai, Eman Bataya Hai
Imraan Ke Gharane Ne Islam Bachaya Hai
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Ghulam In Ka Hai Zamana Abu Talib Ka Gharana
Kiya Har Kaam Ossi Ki Riza Mein Razi Reh Kar
Khuda Ke Deen Ki Khatir Hazaroon Sadme Seh Kar
Kare Har Dam Shukrana Abu Talib Ka Gharana
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Risalat Ho Keh Imamat, Wilayat Ho Keh Taharat
Sharafat Ho Keh Sadaqat, Sakhawat Ho Keh Shujat
Har Ik Azmat Ka Thikana Abu Talib Ka Gharana
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Kadi Mimbar Te Khar Ke Kadi Medan Te Lar Ke.
Kadi Naizay Te Charh Ke Kadi Khutbe Parh Parh Ke
Sikhaway Deen Bacharaan Abu Talib Da Gharanra
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Kadi Barn Paak Muhammad Kadi Barn Haider Safdar
Kadi Shabir Te Mahdi Di Sorat Dunya Andar
Hai Jenda Aanra Janra Abu Talib Da Gharanra
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Diye Rahib Ko Baitay Kiya Be zar Ko Abu Zar
Diye Fitras Ko Par Jagaya Hur Ka Muqadar
Yeh Hai Sakhiyon Ka Gharana Abu Talib Ka Gharana
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Pukara Jab Mushkil Mein Inhone Ki Lajpali
Sabhi Mangton Ki Pal Mein Bhari Jholi Khali
Jhuka Jiss Dar Pe Zamana Abu Talib Ka Gharana
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Aynda Salman Gadagar Te Nokar Mesum Qanbar
Aynda Jibrail Salami Te Sag Shehbaz Qalandar
Hai Banriya Sab Da Thikana Abu Talib(A.S) Da Gharanra
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Main Puchiya Teri Jag Te Hai Ke Toqeer Wadahi
Te Mohsin Konr Hai Tera Sada Islam Di Ayi
Maida Mohsin Hai Poranra Abu Talib Da Gharanra
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Safina Nooh Ka Doley Tu Yeh Imdad Ko Aein
Kabhi Naar-e-Namrodi Ko Yeh Gulzar Banein
Shifat Ka Parwana Abu Talib Ka Gharana
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana
Hai Aala Sare Jag Tu Sakhi Imran Da Aye Ghar
Salahwan Sab Nu Denday Ayho JAWAD Te SARWAR
Na Ik Pal Nu V Bholaraan Abu Talib Da Gharanra
Bara Mehbob Gharana Abutalib Ka Gharana